Thursday, 6 September 2012

Khara Ho kar Pani Peenay k baray Irshad-e-Nabvi (S.A.W)


16 comments:

  1. O bhai kon si hadees hai ?? zara hadees number batao. for your kind information kharay ho k paishaab karna shakht gunnah hai, pani pena nahi.

    Rasool Allah (صلی اللہ علیہ وسلم) ne khud kharay ho k pani piya hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mr. Muhammad Talha, please read the second image text carefully then clarify your knowledge.

      Delete
    2. Ok but dhetan wali hadees ka refrence deden

      Delete
    3. HADITHS JO KAHTI HAI KI RASOOLALLAH NE KHADE HO KAR PANI PINE SE MANA FARMAYA:-
      Anas r.a. riwayat karte hai ki RasoolAllah s.a.w. khade hokar pani pina na-pasand karte the.
      SAHIH MUSLIM (Book 23, Hadith 5017)

      Abu Sa’id Khudri riwayat karte hai ki RasooolAllah s.a.w. ne Khade hokar pani pine se Khabardaar kiya.
      SAHIH MUSLIM (Book 23, Hadith 5020)

      Anas r.a. riwayat karte hai ki RasoolAllah ne Khade hokar pani pine se mana farmaya tha.
      ABU DAWOOD (Book 26, Hadith 3708)

      _

      Delete
    4. Al salam u alaikum bhai jan aap ny jo teeno hadeeson ka reference dia hai ye teeno no. Hi glt hain inn no. Prr ye hadeesain nhi hain

      Delete
  2. Replies
    1. Maryam aap mollana tariq jameel sahab ka bayan sun lay Youtube par is mamlay main pata chal jai ga.
      Yah gunah nahi hai kharay ho kar peena so u can verify from there.

      Delete
    2. Tariq jameel kaun sa sahi knowledge sab ko bhaat raha hai jo khud bhatka huwa hai woh kisiko kya sahi baat batayega

      Delete
    3. An-Nazzal riwayat karte hai:Ali r.a. (MAsjid ke) aagan ke darwaje pe aye aur fir Khade hokar pani piya aur farmaya “Kuch logo ko khade hokar pani pina na-pasand hai jabke maine RasoolaALlah ko ye karte hue dekha waise hi jese maine kiya hai .”
      SAHIH BUKHARI (Vol. 7, Book 69, Hadith 519)
      ABU DAWOOD (Book 26, Hadith 3709)

      Delete
    4. Yes muhammad talha there is no hadees like this..

      Delete
    5. Ibn 'Abbas reported: I do not know whether Allah's Messenger ( ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم ‌ ) prohibited (the eating of the domestic ass) due to the fact that they were the beasts of burden for the people, so he (the Holy Prophet) did not like their beasts of burden to be destroyed (as a matter of expediency), or he prohibited the use of the flesh of domestic asses (not as an expediency but as a law of the Shari'ah) on the Day of Khaibar.


      THIS IS HADITH 5017 IN SAHIH MUSLIM.
      SHAME ON THOSE WO SPREAD FALSE KNOWLEDGE.MAY ALLAH GIVE THE HADAYAT.

      Delete
  3. Really dont understand one thing yah kharay ho kar khana khanay ka rawaaj bhagna yah sub to aab start hoa so please koi logical baat karay aur specially koi bhi hadess ho uska reference zaror share kya karay warna chup rahna zada sawaab ka kaam hai.
    Main sub ko refer karo ga youtube main ja kar Molana Tariq Jameel sahab ka bayan zaror sun lay sub pani kharay ho kar peenay kay mamlay main pata chal jai ga sub ko.....

    ReplyDelete
  4. And you can contact me if u want i can give u proof of that.
    Samabbasi141@gmail.com

    ReplyDelete
  5. Al salam u alaikum yaha prr jss ny bhi kisi hadees ka reference dia hai ubb tkk sbb ky sbb glt hain koi aik hadees bhi wo nhi jo byan ki gii hai
    So iss hadees ky mukatabik toba krr lo
    Sahi bukhari hadees no. 107:میں نے کبھی آپ سے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی احادیث نہیں سنیں۔ جیسا کہ فلاں، فلاں بیان کرتے ہیں، کہا میں کبھی آپ سے الگ تھلگ نہیں رہا لیکن میں نے آپ کو یہ بھی فرماتے ہوئے سنا ہے کہ جو شخص مجھ پر جھوٹ باندھے گا وہ اپنا ٹھکانا جہنم میں بنا لے۔

    ReplyDelete
  6. Jhooti hadees pesh krne walo sudhr jao 😑

    ReplyDelete

Infolinks In Text Ads